Manzilon ko daman mein chupa diya
Raston ke khoj mein
Sahilon ko rond diya
Leharon ke mauj mein
Leau ko bhuja diya
Apne hathon se
Diye ki soch mein
Parashtish kiya
jis budh ko maine
Suna hain mandir se
Nikaal diya use
Chingari jal ke raakh ho gayee
Bach gayee sirf dhuan
Dhuen ki jalan se
Ankhon ko nam kar diya maine